当前位置:首页 > 歌词大全 > I Love You歌词
  • Dil ka yeh kya raaz hai
    Jaane kya kar gaye
    Jaise andheron mein tum chaandni bhar gaye
    Dil ka yeh kya raaz hai
    Jaane kya kar gaye
    Jaise andheron mein tum chaandni bhar gaye
    Kare chaand taaron ko mashahoor itna kyun
    Kambakht inse bhi khoobsurat hai tu
    I Love You
    Tu ru ru
    Yeah yeah
    I Love You
    Tu ru ru
    Yeah yeah
    I Love You
    Din bhar kare baatein hum
    Phir bhi lagey baatein adhoori aaj kal
    Mann ki dehleezon pe koi aaye na
    Bas tum zaroori aaj kal
    Abr main hoon tu aasmaan hai
    Paas hai tu par kahaan hai
    Zidd meri tu nahin meri aadat hai tu
    I Love You
    Kabhi kabhi main khud se hoon yeh poochhta
    Main tere kaabil bhi hoon kya
    Itna toh mujhe hai maloom mil ke tujhe
    Behtar main insaan bann gaya
    Thoda thoda tujhse seekha
    Pyaar karne ka tareeka
    Dil ke khuda ki mujh pe inaayat hai tu
    I Love You
    Dil ka yeh kya raaz hai
    Jaane kya kar gaye
    Jaise andheron mein tum chaandni bhar gaye
    Kare chaand taaron ko mashahoor itna kyun
    Kambakht inse bhi khoobsurat hai tu
    I Love You
  • [00:25.82]Dil ka yeh kya raaz hai
    [00:28.93]Jaane kya kar gaye
    [00:31.54]Jaise andheron mein tum chaandni bhar gaye
    [00:47.70]Dil ka yeh kya raaz hai
    [00:49.97]Jaane kya kar gaye
    [00:52.68]Jaise andheron mein tum chaandni bhar gaye
    [00:58.19]Kare chaand taaron ko mashahoor itna kyun
    [01:03.98]Kambakht inse bhi khoobsurat hai tu
    [01:08.86]I Love You
    [01:10.20]Tu ru ru
    [01:12.59]Yeah yeah
    [01:13.84]I Love You
    [01:15.30]Tu ru ru
    [01:16.60]Yeah yeah
    [01:19.82]I Love You
    [01:30.69]Din bhar kare baatein hum
    [01:34.36]Phir bhi lagey baatein adhoori aaj kal
    [01:41.93]Mann ki dehleezon pe koi aaye na
    [01:47.26]Bas tum zaroori aaj kal
    [01:51.50]Abr main hoon tu aasmaan hai
    [01:56.59]Paas hai tu par kahaan hai
    [02:02.70]Zidd meri tu nahin meri aadat hai tu
    [02:07.28]I Love You
    [02:40.30]Kabhi kabhi main khud se hoon yeh poochhta
    [02:46.13]Main tere kaabil bhi hoon kya
    [02:50.84]Itna toh mujhe hai maloom mil ke tujhe
    [02:56.76]Behtar main insaan bann gaya
    [03:00.75]Thoda thoda tujhse seekha
    [03:06.00]Pyaar karne ka tareeka
    [03:11.62]Dil ke khuda ki mujh pe inaayat hai tu
    [03:16.61]I Love You
    [03:27.45]Dil ka yeh kya raaz hai
    [03:30.44]Jaane kya kar gaye
    [03:32.71]Jaise andheron mein tum chaandni bhar gaye
    [03:38.14]Kare chaand taaron ko mashahoor itna kyun
    [03:43.77]Kambakht inse bhi khoobsurat hai tu
    [03:48.64]I Love You