当前位置:首页 > 歌词大全 > Jab Tum Chaho歌词
  • Jab tum chaho paas aate ho
    Jab tum chaho door jaate ho
    Jab tum chaho paas aate ho
    Jab tum chaho door jaate ho
    Chalti hamesha marzi tumhari
    Kehte ho phir bhi pyar karte ho
    Maana maine galtiyan ki
    Thodi thodi saktiyan ki
    Ishq mein thodi si mastiyan ki
    Jab tum chaho shikve gile ho
    Jab tum chaho dil yeh mile ho
    Chalti hamesha marzi tumhari
    Jao bade aaye pyar karte ho
    Dil ki baatein bolte nahin
    Raaz apne tum kholte nahin
    Apne mann ki tum karte ho sadaa
    Mera mann tum tatolte nahin
    Sach hain teri yeh sab shikayatein
    Todh doonga yeh rivayatein
    Bhool meri bhool jaana
    Mujho aaya na rijhana
    Magar chahta hoon ab manana
    Jab tum chaho hans ke bulao
    Jab tum chaho ladte hi jao
    Chalti hamesha marzi tumhari
    Badi badi baatein pyar karte ho
    Seekhni hain pyar ki baariqiyan sabhi
    Ho samay agar toh sikha dijiye abhi
    Kaise kisi ko rijhaate baat-baat mein
    Door kaise hoti kisi ki naraazgi
    Bhole banke karte ho gustakhiyan
    Chhod do yeh sab chalaakiyan
    Baaton mein behlao na yun
    Baat ko badhao na yun
    Maanungi na main manao na yun
    Jab tum chaho shaam saji ho
    Jab tum chaho raat dhali ho
    Ab tum chaho joh bhi sazaa do
    Bas thoda sa hans ke dikha do


  • [00:07.98]Jab tum chaho paas aate ho
    [00:15.44]Jab tum chaho door jaate ho
    [00:31.83]Jab tum chaho paas aate ho
    [00:36.60]Jab tum chaho door jaate ho
    [00:40.29]Chalti hamesha marzi tumhari
    [00:44.31]Kehte ho phir bhi pyar karte ho
    [00:49.49]Maana maine galtiyan ki
    [00:51.36]Thodi thodi saktiyan ki
    [00:53.26]Ishq mein thodi si mastiyan ki
    [00:57.28]Jab tum chaho shikve gile ho
    [01:05.18]Jab tum chaho dil yeh mile ho
    [01:13.69]Chalti hamesha marzi tumhari
    [01:17.75]Jao bade aaye pyar karte ho
    [01:56.08]Dil ki baatein bolte nahin
    [02:00.40]Raaz apne tum kholte nahin
    [02:04.87]Apne mann ki tum karte ho sadaa
    [02:08.76]Mera mann tum tatolte nahin
    [02:14.75]Sach hain teri yeh sab shikayatein
    [02:18.69]Todh doonga yeh rivayatein
    [02:22.68]Bhool meri bhool jaana
    [02:24.70]Mujho aaya na rijhana
    [02:26.74]Magar chahta hoon ab manana
    [02:30.21]Jab tum chaho hans ke bulao
    [02:37.99]Jab tum chaho ladte hi jao
    [02:46.87]Chalti hamesha marzi tumhari
    [02:50.91]Badi badi baatein pyar karte ho
    [03:45.83]Seekhni hain pyar ki baariqiyan sabhi
    [03:51.85]Ho samay agar toh sikha dijiye abhi
    [03:59.55]Kaise kisi ko rijhaate baat-baat mein
    [04:03.54]Door kaise hoti kisi ki naraazgi
    [04:07.79]Bhole banke karte ho gustakhiyan
    [04:11.79]Chhod do yeh sab chalaakiyan
    [04:15.90]Baaton mein behlao na yun
    [04:17.88]Baat ko badhao na yun
    [04:20.02]Maanungi na main manao na yun
    [04:23.39]Jab tum chaho shaam saji ho
    [04:32.42]Jab tum chaho raat dhali ho
    [04:40.67]Ab tum chaho joh bhi sazaa do
    [04:45.22]Bas thoda sa hans ke dikha do
    [04:57.03]​
    [04:58.98]