Qismat mein meri chain se jeena likh de Doobe naa kabhi mera safeena likh de Jannat bhi gawaarah hai magar mere liye Ay kaatib-e-taqdeer madeena likh de
Tajdaar-e-haram Tajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam Tajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam Ham ghareebon ke din bhi sanwar jaaenge Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan Aap ke dar se khaali agar jaaenge Tajdaar-e-haram Tajdaar-e-haram
Koyi apna nahin gham ke maare hain ham Koyi apna nahin gham ke maare hain ham Aap ke dar pe faryaad laaye hain ham Ho nigaah-e karam warna chaukhat pe ham Ho nigaah-e karam warna chaukhat pe ham Aap ka naam le le ke mar jaaenge Tajdar-e haram Tajdar-e haram
Kya tumse kahoon ay 'arab ke kunwar Tum jaante ho man ki batiyaan Dar furqat-e to ay ummi-laqab Kaate nah kate hain ab ratiyaan Tori preet mein sudh-budh sab bisri Kab tak yih rahegi be-khabari Gaahe ba-figan duzdeedah nazar Kabhi sun bhi to lo hamari batiyaan Aap ke dar se koyi na khaali gaya (Aap ke dar se koyi na khaali gaya) Aap ke dar se koyi na khaali gaya Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya (O.. apne daaman ko bhar ke sawaali gaya) Ho habeeb-e hazeen Ho habeeb-e hazeen par bhi aaqa nazar Warna auraaq-e hasti bikhar jaaenge (Ho habeeb-e hazeen par bhi aaqa nazar Warna auraaq-e hasti bikhar jaaen ge) Tajdar e haram Tajdar e haram
Mai-kasho aao aao madeene chalein (Madeene chalen Madeene chalen Madeene chalen) Mai-kasho aao aao madeene chalein (Madeene chalen Madeene chalen Madeene chalen) Aao madeene chalen Aao madeene chalen Isi maheene chalen Aao madeene chalen (Aao madeene chalen Aao madeene chalen Isi maheene chalen Aao madeene chalen) Tajalliyon ki ajab hai faza madeene mein (Tajalliyon ki ajab hai faza madeene mein) Nigaah-e shauq ki hai intiha madeene mein (Nigaah-e shauq ki hai intiha madeene mein) Gham-e hayaat nah khauf-e qaza madeene mein (Gham-e hayaat nah khauf-e qaza madeene mein) Namaaz-e ishq karenge ada madeene mein (Namaaz-e ishq karenge ada madeene mein) Ba-raah-e raast hai raah-e Khuda madeene mein Aao madeene chalen Aao madeene chalen Isi maheene chalen Aao madeene chalen Mai-kasho aao aao madeene chalen (Mai-kasho aao aao madeene chalen) Dast-e saaqi-ye kausar se peene chalen (Dast-e saaqi-ye kausar se peene chalen) Yaad rakkho agar Yaad rakkho agar (Yaad rakkho agar Yaad rakkho agar) Uṭh gayi ik nazar Jitne khaali hain sab jaam bhar jaaenge (Yaad rakkho agar uth gayi ik nazar) Woh nazar jitne khaali hain sab jaam bhar jaaenge Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram
Khauf-e toofaan hai bijliyon ka hai ḍar (Khauf-e toofaan hai bijliyon ka hai ḍar) Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaen ham (Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaen ham) Aap hi gar na lenge hamaari khabar Ham museebat ke maare kidhar jaaenge (Aap hi gar na lenge hamaari khabar Ham museebat ke maare kidhar jaaenge Taajdar e haram Taajdar e haram) Ya Mustafa ya Mujtaba irham lana, irham lana Dast-e hamah be-chaara ra Daamaan tu-hi, daamaan tu-hi Man 'aasi-yam man 'aajiz-am Man be-kas-am haal-e mara Pursaan to-ye pursaan to-ye Ay mushk-bed 'ambar-fishaan Paik-e naseem-e subh-dam Ay chaarah-gar 'eesa-nafas Ay moonis-e beemaar-e gham Ay qaasid-e farkhundah pah Tujh ko usi gul ki qasam In nalti ya reeh as-saba Yauman ila ard il-haram Balligh salaami raudatan Feeh an-nabi yul-mohtaram Taajdaar-e-haram ho nigaah-e karam (Taajdaar-e haram ho nigaah-e karam) Ham gharibon ke din bhi sanwar jaaen ge Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan (Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan) Aap ke dar se khaali agar jaaen ge Taajdaar-e haram Taajdaar-e haram Taajdaar-e haram...
[00:36.68]Qismat mein meri chain se jeena likh de [00:44.94]Doobe naa kabhi mera safeena likh de [00:59.40]Jannat bhi gawaarah hai magar mere liye [01:07.15]Ay kaatib-e-taqdeer madeena likh de [01:21.21] [01:35.46]Tajdaar-e-haram [01:42.84]Tajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam [01:50.01]Tajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam [01:57.28]Ham ghareebon ke din bhi sanwar jaaenge [02:04.57]Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan [02:11.88]Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan [02:19.09]Aap ke dar se khaali agar jaaenge [02:26.38]Tajdaar-e-haram [02:30.11]Tajdaar-e-haram [02:33.84] [02:41.03]Koyi apna nahin gham ke maare hain ham [02:48.20]Koyi apna nahin gham ke maare hain ham [02:55.40]Aap ke dar pe faryaad laaye hain ham [03:02.83]Ho nigaah-e karam warna chaukhat pe ham [03:10.09]Ho nigaah-e karam warna chaukhat pe ham [03:17.35]Aap ka naam le le ke mar jaaenge [03:31.85]Tajdar-e haram [03:35.55]Tajdar-e haram [03:40.53] [03:51.02]Kya tumse kahoon ay 'arab ke kunwar [03:53.56]Tum jaante ho man ki batiyaan [03:55.99]Dar furqat-e to ay ummi-laqab [03:58.42]Kaate nah kate hain ab ratiyaan [04:00.96]Tori preet mein sudh-budh sab bisri [04:03.58]Kab tak yih rahegi be-khabari [04:05.84]Gaahe ba-figan duzdeedah nazar [04:08.16]Kabhi sun bhi to lo hamari batiyaan [04:10.38]Aap ke dar se koyi na khaali gaya [04:15.05](Aap ke dar se koyi na khaali gaya) [04:19.90]Aap ke dar se koyi na khaali gaya [04:24.74]Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya [04:29.00](O.. apne daaman ko bhar ke sawaali gaya) [04:34.36]Ho habeeb-e hazeen [04:36.75]Ho habeeb-e hazeen par bhi aaqa nazar [04:40.98]Warna auraaq-e hasti bikhar jaaenge [04:46.23](Ho habeeb-e hazeen par bhi aaqa nazar [04:50.49]Warna auraaq-e hasti bikhar jaaen ge) [04:55.90]Tajdar e haram [04:58.36]Tajdar e haram [05:02.20] [05:10.34]Mai-kasho aao aao madeene chalein [05:20.26](Madeene chalen [05:21.39]Madeene chalen [05:22.67]Madeene chalen) [05:24.65]Mai-kasho aao aao madeene chalein [05:34.68](Madeene chalen [05:35.92]Madeene chalen [05:37.14]Madeene chalen) [05:40.73]Aao madeene chalen [05:43.11]Aao madeene chalen [05:45.46]Isi maheene chalen [05:47.93]Aao madeene chalen [05:50.42](Aao madeene chalen [05:52.69]Aao madeene chalen [05:55.08]Isi maheene chalen [05:57.54]Aao madeene chalen) [05:59.95]Tajalliyon ki ajab hai faza madeene mein [06:04.74](Tajalliyon ki ajab hai faza madeene mein) [06:09.55]Nigaah-e shauq ki hai intiha madeene mein [06:14.35](Nigaah-e shauq ki hai intiha madeene mein) [06:19.16]Gham-e hayaat nah khauf-e qaza madeene mein [06:23.87](Gham-e hayaat nah khauf-e qaza madeene mein) [06:28.69]Namaaz-e ishq karenge ada madeene mein [06:33.54](Namaaz-e ishq karenge ada madeene mein) [06:38.38]Ba-raah-e raast hai raah-e Khuda madeene mein [06:45.44]Aao madeene chalen [06:47.71]Aao madeene chalen [06:50.19]Isi maheene chalen [06:52.71]Aao madeene chalen [06:55.89]Mai-kasho aao aao madeene chalen [07:00.55](Mai-kasho aao aao madeene chalen) [07:05.47]Dast-e saaqi-ye kausar se peene chalen [07:10.42](Dast-e saaqi-ye kausar se peene chalen) [07:15.11]Yaad rakkho agar [07:17.51]Yaad rakkho agar [07:19.92](Yaad rakkho agar [07:22.31]Yaad rakkho agar) [07:24.70]Uṭh gayi ik nazar [07:27.14]Jitne khaali hain sab jaam bhar jaaenge [07:31.94](Yaad rakkho agar uth gayi ik nazar) [07:35.92]Woh nazar jitne khaali hain sab jaam bhar jaaenge [07:41.53]Tajdar-e-haram [07:43.97]Tajdar-e-haram [07:46.49] [08:05.42]Khauf-e toofaan hai bijliyon ka hai ḍar [08:10.28](Khauf-e toofaan hai bijliyon ka hai ḍar) [08:15.11]Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaen ham [08:19.76](Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaen ham) [08:24.77]Aap hi gar na lenge hamaari khabar [08:29.53]Ham museebat ke maare kidhar jaaenge [08:34.32](Aap hi gar na lenge hamaari khabar [08:37.05]Ham museebat ke maare kidhar jaaenge [08:43.98]Taajdar e haram [08:46.38]Taajdar e haram) [08:48.77]Ya Mustafa ya Mujtaba irham lana, irham lana [08:53.57]Dast-e hamah be-chaara ra [08:55.88]Daamaan tu-hi, daamaan tu-hi [08:58.42]Man 'aasi-yam man 'aajiz-am [09:00.80]Man be-kas-am haal-e mara [09:03.18]Pursaan to-ye pursaan to-ye [09:07.96]Ay mushk-bed 'ambar-fishaan [09:10.37]Paik-e naseem-e subh-dam [09:12.81]Ay chaarah-gar 'eesa-nafas [09:15.28]Ay moonis-e beemaar-e gham [09:17.59]Ay qaasid-e farkhundah pah [09:19.94]Tujh ko usi gul ki qasam [09:22.35]In nalti ya reeh as-saba [09:24.77]Yauman ila ard il-haram [09:27.10]Balligh salaami raudatan [09:29.63]Feeh an-nabi yul-mohtaram [09:31.93]Taajdaar-e-haram ho nigaah-e karam [09:36.75](Taajdaar-e haram ho nigaah-e karam) [09:41.54]Ham gharibon ke din bhi sanwar jaaen ge [09:46.33]Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan [09:51.17](Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan) [09:55.91]Aap ke dar se khaali agar jaaen ge [10:00.76]Taajdaar-e haram [10:03.19]Taajdaar-e haram [10:05.56]Taajdaar-e haram... [10:12.41]