Buri baat hai ye manmaaniyan Huyi jaankar jo naadaniyan Gunahgaar ki tarah kyun khada Abhi maangta meharbaiyan Kare kya karein nahi jaanta Ghalat mod jo muda raasta Teri chaah me hua dil mera saza-yafta
Lafz tera saancha maana Daag mujh mein hai jaana Bhar rahaa hoon harjana kaise batlaaun Gar jo teri manzuri hai Toh gavara ye doori hai
Main toh smajha par dil ko kaise smjhaau Unhe dard kaho ya dava Jinhe yaad karo sau dafaa Sunehare unhi dinon se bata Pada hai tera kabhi wasta Kare kya karein nahi jaanta Ghalat mod jo muda raasta Teri chaah me hua dil mera saza yafta
Sajan bairiya re (Khamma ghani, khamma ghani) Sajan bairiya re (Khamma ghani, khamma ghani) Sajan bairiya.. Sajan bairiya re (Khamma ghani, khamma ghani) Sajan bairiya.. (Khamma ghani, khamma ghani)