当前位置:首页 > 歌词大全 > Dastaan-E-Om Shanti Om歌词
  • Sunne walon suno aisa bhi hota hai
    Dil deta hai jo woh jaan bhi khota hai
    Pyaar aisa jo karta hai
    Kya mar ke bhi marta hai
    Aao tum bhi aaj sun lo

    Dastaan hai yeh
    Ke ik tha naujawan jo dil hi dil mein
    Ek haseena ka tha deewana
    Woh haseena bhi ke jiski khoobsoorti
    Ka duniya bhar mein tha mashhoor afsana
    Donon ki yeh kahani hai jisko sabhi
    Kehte hain Om Shanti Om

    Naujawan ki thi aarzoo
    Uski thi yeh hi justzoo
    Us haseena mein usko mile
    Ishq ke saare rang boo
    Naujawan ki thi aarzoo
    Uski thi yeh hi justzoo
    Us haseena mein usko mile
    Ishq ke saare rang boo
    Usne na jaana yeh nadani hai
    Woh rait ko samjha ke paani hai
    Kyun aisa tha kis liye tha
    Yeh kahani hai

    Dastaan hai yeh ke us dilkash haseena ke
    Nigahon, dil mein koi doosra hi tha
    Bekhabar is baat se us naujawan ke khwaabon ka
    Anjaam to hona bura hi tha
    Toote khwaabon ki is dastan ko sabhi
    Kehte hain Om Shanti Om

    Sunne walon suno aisa bhi hota hai
    Koi jitna hanse utna hi rota hai
    Deewani hoke haseena
    Khayi kya dhokhe haseena
    Aao tum bhi aaj sun lo

    Dastaan hai yeh ke us maasoom haseena ne
    Jise chaha woh tha andar se harjayi
    Sang dil se dil laga ke
    Bewafa ke haath aake
    Usne ik din maut hi paayi
    Ik sitam ka fasana hai jisko sabhi
    Kehte hain Om Shanti Om

    Kyon koi qaatil samajhta nahin
    Yeh jurm woh hai jo chhupta nahin
    Yeh daag woh hai jo mit'ta nahin
    Rehta hai khooni ke haath par
    Khoon us haseena ka jab tha hua
    Koi wahan tha pahunch to gaya
    Lekin use woh bacha na saka
    Roya tha pyaar uski baat par

    Daastan hai yeh
    Ke jo pehchanta hai khooni ko
    Woh naujawan hai laut ke aaya
    Keh rahi hai zindagi qaatil samajh le
    Uske sar pe chha chuka hai maut ka saya
    Janmon ki, karmon ki hai kahani jise
    Kehte hain Om shanti om
    Kehte hain Om shanti om
    Kehte hain Om shanti om

  • [00:50.34]Sunne walon suno aisa bhi hota hai
    [00:57.59]Dil deta hai jo woh jaan bhi khota hai
    [01:04.66]Pyaar aisa jo karta hai
    [01:08.00]Kya mar ke bhi marta hai
    [01:11.94]Aao tum bhi aaj sun lo
    [01:17.43]
    [01:18.44]Dastaan hai yeh
    [01:20.70]Ke ik tha naujawan jo dil hi dil mein
    [01:25.24]Ek haseena ka tha deewana
    [01:32.29]Woh haseena bhi ke jiski khoobsoorti
    [01:38.09]Ka duniya bhar mein tha mashhoor afsana
    [01:45.99]Donon ki yeh kahani hai jisko sabhi
    [01:53.66]Kehte hain Om Shanti Om
    [01:59.99]
    [02:25.99]Naujawan ki thi aarzoo
    [02:29.00]Uski thi yeh hi justzoo
    [02:32.74]Us haseena mein usko mile
    [02:36.10]Ishq ke saare rang boo
    [02:39.99]Naujawan ki thi aarzoo
    [02:43.94]Uski thi yeh hi justzoo
    [02:46.99]Us haseena mein usko mile
    [02:50.91]Ishq ke saare rang boo
    [02:53.89]Usne na jaana yeh nadani hai
    [02:57.00]Woh rait ko samjha ke paani hai
    [03:00.62]Kyun aisa tha kis liye tha
    [03:03.27]Yeh kahani hai
    [03:07.00]
    [03:07.99]Dastaan hai yeh ke us dilkash haseena ke
    [03:13.66]Nigahon, dil mein koi doosra hi tha
    [03:21.53]Bekhabar is baat se us naujawan ke khwaabon ka
    [03:28.33]Anjaam to hona bura hi tha
    [03:35.13]Toote khwaabon ki is dastan ko sabhi
    [03:42.99]Kehte hain Om Shanti Om
    [03:49.86]
    [04:18.98]Sunne walon suno aisa bhi hota hai
    [04:25.75]Koi jitna hanse utna hi rota hai
    [04:32.99]Deewani hoke haseena
    [04:36.27]Khayi kya dhokhe haseena
    [04:39.99]Aao tum bhi aaj sun lo
    [04:45.86]
    [04:46.98]Dastaan hai yeh ke us maasoom haseena ne
    [04:52.39]Jise chaha woh tha andar se harjayi
    [05:00.45]Sang dil se dil laga ke
    [05:04.00]Bewafa ke haath aake
    [05:07.82]Usne ik din maut hi paayi
    [05:13.99]Ik sitam ka fasana hai jisko sabhi
    [05:21.83]Kehte hain Om Shanti Om
    [05:28.05]
    [05:28.95]Kyon koi qaatil samajhta nahin
    [05:32.40]Yeh jurm woh hai jo chhupta nahin
    [05:35.99]Yeh daag woh hai jo mit'ta nahin
    [05:39.45]Rehta hai khooni ke haath par
    [05:42.99]Khoon us haseena ka jab tha hua
    [05:46.55]Koi wahan tha pahunch to gaya
    [05:50.00]Lekin use woh bacha na saka
    [05:53.61]Roya tha pyaar uski baat par
    [06:00.99]
    [06:04.06]Daastan hai yeh
    [06:06.20]Ke jo pehchanta hai khooni ko
    [06:10.99]Woh naujawan hai laut ke aaya
    [06:18.20]Keh rahi hai zindagi qaatil samajh le
    [06:23.81]Uske sar pe chha chuka hai maut ka saya
    [06:31.77]Janmon ki, karmon ki hai kahani jise
    [06:39.36]Kehte hain Om shanti om
    [06:46.42]Kehte hain Om shanti om
    [06:53.42]Kehte hain Om shanti om
    [07:00.37]