Hoor Lafzon ke haseen dhaagon mein kahin Piro rahaa hoon kabse main huzoor Koshishein zara hai nigaahon ki Tujhe dekhne ki ho khataa zaroor Deewangi kahun isey ya hai mera fitoor Koi Hoor jaise tu Koi Hoor jaise tu Bheege mausam ki bheegi subah ka Hai noor Kaise door tujhse, main rahoon Khamoshiyan jo sun le meri Inmein tera hi zikr hai Khamoshiyan jo sun le meri Inmein tera hi zikr hai Khwaabon mein jo tu dekhe mere Tujhse hi hota ishq hai Ulfat kaho isey meri Na kaho, hai mera kasoor Koi hoor jaise tu Koi hoor jaise tu Bheege mausam ki bheegi subah ka Hai noor